Bada dushwar hota hia.. zara sa faisla karna...!!!

~¤Akash¤~

Prime VIP
Bada dushwar hota hain .....
zara sa faisla karna....
..
kahan se yad rakhna hain...
kahan se bhool jana hain...
..
kise kitna batana hain ...
kise kitna chupana hain...
..
kahan ro ro ke hasna hain...
kahan hans hans ke rona hain...
..
kahan awaz deni hain...
kahan khamosh rehna hain...
...
kahan rasta badlna hain ..
kahan se lout aana hain...
..
Bada dushwar hota hia..
zara sa faisla karna...!!!
 
Top