Pardeep
๑۩۩๑┼●ℛŐŶ
charaghe toor jalao bada andhera hai
wo jo rukhte thay khursheed aastinoon mein
unhe kahin se bulao bada andhera hai
baseertoon per ujaloon ka khauf tari hai
mujhe yaqeen dilao bada andhera hai
abhi to subha ke mathe ke rang kala hai
abhi faraib na khao bada andhera hai
mujhe tumhari nigahoon ka etbar nahi
mere qareeb na aao bada andhera hai
banam-e-hasinan- e-khita-e- firdaus
kisi kiran ko jagao bada andhera hai
wo jo rukhte thay khursheed aastinoon mein
unhe kahin se bulao bada andhera hai
baseertoon per ujaloon ka khauf tari hai
mujhe yaqeen dilao bada andhera hai
abhi to subha ke mathe ke rang kala hai
abhi faraib na khao bada andhera hai
mujhe tumhari nigahoon ka etbar nahi
mere qareeb na aao bada andhera hai
banam-e-hasinan- e-khita-e- firdaus
kisi kiran ko jagao bada andhera hai