Soona sa main
Hain sooni si baahein yeh meri
Teri taraf hi jaati raahe'in yeh meri
Main chal raha tere bin tanhayi mein
Ek tu hi toh dikhe parchhayi mein
Main bhool sa gaya hoo'n muskurana
Baarishon ke sang tum bhi
Aa jaana ho aa jaana
Main bhool sa gaya hoon muskurana
Baarish'on ke sang tum bhi
Aa jaana ho aa jaana
Hey haan aa jaana
Yeh hawa bhi gaa rahi hai
Hai kuchh toh asar tera
Ho baadal'on se saj gaya hai
Dekho shehar mera
Har lamhe ki zaroorat ki ban gayi hai
Kyun na samjhi yeh samjha de
Sang bheegna hai tere barsaat mein
Kuchh khwahishein hain chhupi jazbaat mein
Mushkil hai haal-e-dil yeh chhupana
Baarish'on ke sang tum bhi
Aa jaana ho aa jaana
Bin tere toh shaamein bhi
Berang si hain meri
Ho khal rahi hai ab mujhe toh
Har pal kami teri
Kyun doori darmiyaan thehri hain
Na tu samjhe na main samjha
Banke tu khwaab aaja raat mein
Tabdeeliya'n bhi aayengi halaat mein
Mujhko tha sirf itna batana
Baarish'on ke sang tum bhi
Aa jaana ho aa jaana
Hain sooni si baahein yeh meri
Teri taraf hi jaati raahe'in yeh meri
Main chal raha tere bin tanhayi mein
Ek tu hi toh dikhe parchhayi mein
Main bhool sa gaya hoo'n muskurana
Baarishon ke sang tum bhi
Aa jaana ho aa jaana
Main bhool sa gaya hoon muskurana
Baarish'on ke sang tum bhi
Aa jaana ho aa jaana
Hey haan aa jaana
Yeh hawa bhi gaa rahi hai
Hai kuchh toh asar tera
Ho baadal'on se saj gaya hai
Dekho shehar mera
Har lamhe ki zaroorat ki ban gayi hai
Kyun na samjhi yeh samjha de
Sang bheegna hai tere barsaat mein
Kuchh khwahishein hain chhupi jazbaat mein
Mushkil hai haal-e-dil yeh chhupana
Baarish'on ke sang tum bhi
Aa jaana ho aa jaana
Bin tere toh shaamein bhi
Berang si hain meri
Ho khal rahi hai ab mujhe toh
Har pal kami teri
Kyun doori darmiyaan thehri hain
Na tu samjhe na main samjha
Banke tu khwaab aaja raat mein
Tabdeeliya'n bhi aayengi halaat mein
Mujhko tha sirf itna batana
Baarish'on ke sang tum bhi
Aa jaana ho aa jaana