Usko chaaha to bhi ikraar karna naa aaya.. Kat gayi umar humein pyaar karna naa aaya.. Usne maanga bhi agar kuchh to judaai maangi.. Aur ek hum the ki humein inkaar karna naa aaya..