Usko chaha bhi to izhaar karna na aaya, Kat gayi umar saari, hamein pyar karna na aaya, Usne manga bhi agar kuch toh judaai mangi, Aur hamein inkaar karna bhi na aaya...