apna banana

Arun Bhardwaj

-->> Rule-Breaker <<--
♥♥♥ tujhe apna banana chahta hu main ♥♥♥
♥♥♥ tujhe apni zindagi main lana chahta hu main ♥♥♥
♥♥♥ na kar aaisa tu mera tirraskar ♥♥♥
♥♥♥ tujhse dil lagana chahta hu main ♥♥♥

♥♥♥ khol de ab tu bhi apne dil ka viswaas ♥♥♥
♥♥♥ kar le tu bhi ab mere pyar ka aabhas ♥♥♥
♥♥♥ thak gya hu ab main mujhe sahara de de ♥♥♥
♥♥♥ teri bhahon main aana chahta hu main ♥♥♥

♥♥♥ u to ab zindagi ki koi hasrat nahi hai ♥♥♥
♥♥♥ badal jaye ham aaisi bhi apni fitrat nahi hai ♥♥♥
♥♥♥ puri ho chuki hai meri har hasrat ♥♥♥
♥♥♥ tere saath do pal bitana chahta hu main ♥♥♥

♥♥♥ na bada ab tu hamse duriyan ♥♥♥
♥♥♥ bada le ab tu thori si aur nazdikiyaan ♥♥♥
♥♥♥ teri zindagi per sirf mera farmaan likh de ♥♥♥
♥♥♥ tere saath kadam milana chahta hu main ♥♥♥

♥♥♥ tujhe apna banana chahta hu main ♥♥♥
♥♥♥ tujhe apni zindagi main lana chahta hu main ♥♥♥
♥♥♥ na kar aaisa tu mera tirraskar ♥♥♥
♥♥♥ tujhse dil lagana chahta hu main ♥♥♥ .............




unknown
 
Top