Arun Bhardwaj
-->> Rule-Breaker <<--
♥♥♥♥ hamari yaadon ko tum bikhar jane do ♥♥♥♥
♥♥♥♥ ab aur na tarpao hamko sawar jane do ♥♥♥♥
♥♥♥♥ bahut thi umeed dil main tum ko lekar ♥♥♥♥
♥♥♥♥ har us umeed ko dil main tehar jane do ♥♥♥♥
♥♥♥♥ khuwaishyn dil ki ab na rahi dil main ♥♥♥♥
♥♥♥♥ aas ke suraj ko ab tum duub jane do ♥♥♥♥
♥♥♥♥ kahi hamare marne ka ilzaam tum per aa na jaye ♥♥♥♥
♥♥♥♥ tumhari yaad ko dil se jane do ♥♥♥♥
♥♥♥♥ chale hai musafir ki tarah musafirkhane se ♥♥♥♥
♥♥♥♥ hamko musafir ki nagri main ab jane do ♥♥♥♥
♥♥♥♥ talaash-e-aaitbaar ab bhi baki hai dil main ♥♥♥♥
♥♥♥♥ ab es dil ke aaitbaar ko bhi jane do ♥♥♥♥
♥♥♥♥ kahi na kahi to hoga aaj bhi tumhara karwa ♥♥♥♥
♥♥♥♥ aaj es dil ke anjuman ko bhi meet jane do ♥♥♥♥
♥♥♥♥ barso se jaage hai ham teri umeed ki yaado main ♥♥♥♥
♥♥♥♥ ab to hamko tum choro aur so jane do ♥♥♥♥
♥♥♥♥ en aankhon se ek katra bhi nahi nikla hai khoon ke siwa ♥♥♥♥
♥♥♥♥ aaj en aankhon se pani ki bundon ko aa jane do ♥♥♥♥
♥♥♥♥ aaj aakhri din hai hamare zindagi ke jeena ka ♥♥♥♥
♥♥♥♥ ab to es dil ko bhi ek baar machal jane do ♥♥♥♥
♥♥♥♥ barso se ham bhtak rahe hai tumhari talash main ♥♥♥♥
♥♥♥♥ aaj to safar main hamko shambhal jane do ♥♥♥♥
♥♥♥♥ maut-e-manzaar tayaar kar liya hai hamne ♥♥♥♥
♥♥♥♥ ab to bas hamko tum es manzaar per jane do ♥♥♥♥

♥♥♥♥ ab aur na tarpao hamko sawar jane do ♥♥♥♥ ..........
unknown