ab pyaas bujhana muskil hai,,

Saini Sa'aB

K00l$@!n!
ab pyaas bujhana muskil hai,,
nal kuaa me neer nahi
takdir ab kaise badalegi
aash lagi par viprit khari
dharm sharm sab bhool gaye
ab karm galat rukh chalate
neta se afsar tak to
chhin me baat badalate hai,,,
kab fir se bharat ki jholi me
pyari khushiya aayegi
jab murjha jaayegi kaliya sari
tab badali varsha karwayi gi
 
Top