dil kii baatein bata to deti hai aankhein gham mein reh kar muskaraati hai aankhein mujhse hui kya khatta yeh to bata dete mujhe aansu bahaa kar mujhse yeh sawaal karti hain aankhein