kaisa kaafirana rakha tujh bin koi khuda na rakha

~¤Akash¤~

Prime VIP
sabse aana jaana rakha
mera ghar veerana rakha

humne ek khwaahish rakhi
tumne ek bahaana rakha

tere saath gaye lamho ka
humne naam khazana rakha

tum mein batao kya rakha tha
hum mein batao kya na rakha

tere bina ab kya jeena hai
kehne ko hai zamana rakha

kaisa kaafirana rakha
tujh bin koi khuda na rakha
 
Top