Full Lyrics Ishq Saaf - Kumar Sanu - Payal Dev - Lyrics

Goku

Prime VIP
Staff member
Aankhein tere chehre se na kabhi hatein
Aakhir tu bata de yeh dil kya kare x (2)

Tere ishaare bin bole
Ishq karte hain bayan
Tere hawale kar diya hai
Zindagi yeh jaavedan

Ishq saaf aaine ki tarah
Dikh rakha teri aankhon mein
Ho ishq saaf aaine ki tarah
Dikh rakha teri aankhon mein

Tere ishaare bin bole
Ishq karte hain bayan
Tere hawale kar diya hai
Zindagi yeh jaavedan

Ishq saaf aaine ki tarah
Dikh rakha teri aankhon mein
Ho ishq saaf aaine ki tarah
Dikh rakha teri aankhon mein

Tanha rahun to logon ki nazrein
Meri nazron mein tujhe dhoondhti hai
Pyar ki pehli-pehli baarish
Chehre pe aisa asar chhodti hain

Tu is tarah se bann gayi hai
In labon ki ik dua
Tere hawale kar diya hai
Zindagi yeh jaavedan

Ishq saaf aaine ki tarah
Dikh rakha teri aankhon mein
Ho ishq saaf aaine ki tarah
Dikh rakha teri aankhon mein
 
Top