yuhin sar jhukaa kar sabko apnaa liya tumne

~¤Akash¤~

Prime VIP
kishmat ki baatey kishmat ko hi karney do...

kishmat ki baatey kishmat ko hi karney do.......
tumhey humara hona hai ya nahi yeh ish dil ko sochney do....
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
unshey fashla to khud humari jindagi bhi nahi bhar sakti

unshey fashla to khud humari jindagi bhi nahi bhar sakti
sayad ab maut hi humarey kuch kaam aa jaye......
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
ek baar tu bhi mujhe paane ki koshish to kar....

ek baar tu bhi mujhe paane ki koshish to kar....
badkismat hun yaara koi ehsaas nahi hun main...
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
tere ek jawaab ne saare sawaalon ke jawaab de diye..

tere ek jawaab ne saare sawaalon ke jawaab de diye...
dil mein the jo un khawaabon ko bhi khwaab de diye...
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
SarDiyon Ki Aik Sard Shaam mein, UssNe meRe haath Thaam

SarDiyon Ki Aik Sard Shaam mein, UssNe meRe haath Thaam kaR kaha, itne GarM haath Wafaa Ki NishaaNi Hote Hai....

Mujhe Ab khayaal aaya ke Uss Wakt usske haath Kitne Thande the.....
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
tum kuchh der apne baare mein sochna chhodo

tum kuchh der apne baare mein sochna chhodo

to main bataaon ki tum kis qadar akele ho
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
yahaan bhi phool se chehre dikhai dete the

yahaan bhi phool se chehre dikhai dete the
ye ab jo hain yahi divaar-o-dar na the pehle
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
yeh kon phir se inhi raston pe chor gaya

yeh kon phir se inhi raston pe chor gaya
abhi abhi to azab-e-safar se nikla tha.
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
dil mera le lene ki khatir minate kya kya na ki

dil mera le lene ki khatir minate kya kya na ki

aise badle mere sanam matlab nikal jaane ke baad
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
jo mera or tumhara waqt guzra hansnay ronay may

jo mera or tumhara waqt guzra hansnay ronay may
usey poori terha say tum bhulado phir chalay jana
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
is qadar musalsal theen shiddaten judai ki

is qadar musalsal theen shiddaten judai ki
aaj maine pehli baar us se bewafai ki
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
wafa ke khwaab muhabbat ka aasra le jaa

wafa ke khwaab muhabbat ka aasra le jaa
agar chala hai to jo kuch mujhe diya le jaa
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
Umar bhar sirf tera naam liya hai humne

Umar bhar sirf tera naam liya hai humne
Log kehte hain bada kaam kiya hai humne
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
Tum Mujeh Moka Tu Do Aitbaar Banany Ka

Tum Mujeh Moka Tu Do Aitbaar Banany Ka
Thak Jao Gay Meri Wafa K Sath Chaltay Chaltay
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
aaShiQo.n kaa katl,, kaTl-e-aaM dekHa hai,,...............

mohabbatOn ka yaHi akSar aNjaaM deKha hai,,
aaShiQo.n kaa katl,, kaTl-e-aaM dekHa hai,,..........................
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
is qadar musalsal theen shiddaten judai ki

is qadar musalsal theen shiddaten judai ki
aaj maine pehli baar us se bewafai ki
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
uDaaSi kYa hai,, zaRa cHuP hai maaHouL yaaRon,,

uDaaSi kYa hai,, zaRa cHuP hai maaHouL yaaRon,,
moHabbato.n ki baSti mein hai,, aaj ek kHouL yaaRon,,....................
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
dUaao.n ki,, naa cHaaHat hai yaaRon,,

dUaao.n ki,, naa cHaaHat hai yaaRon,,
bs,, kucHh laMhe guZaar luun,, zaRa aDab se mai,,........................
 
Top