Mere naseeb main tu nahin shayad, Kyun khel aisa taqdeer ka hota hai.. Lakeerain nahin milti hain unse, Jin se ye dil milta hai.. Duniya kehti hai, Chand lamhon ka saath tha.. Ye dil jaanta hai.. Ye umra bhar ka ehsaas tha !!!