Lyrics Yaad Rakhna (Lyrics) - Pav Dharia

Dil dooba jaa raha hai
Tera jadoo chaa raha hai
Mere dil mein sama raha hai
Kya bolu dil ki baatein
Kat ti na kaali raatein
Kya kahoon Yaad rakhna
Har pal har chin sada
Tum ban gaye ho khuda
Kabhi hona na judaa Main hoon ek raag sa
Tum hi jahaan mere Tum hi ho ab suha
Chalta yuhi rahein
Apna ye raabta Yaad rakhna
Har pal har chin sada
Tum ban gaye ho khuda
Kabhi hona na judaa
Main hoon ek raag sa
Tum hi jahaan mere
Tum hi ho ab suha
Chalta yuhi rahein
Apna ye raabta Oh oh oh oh
Pyar mein aaj jata doon
Dil ki baat bata doon
Tum mein gum ho jaoon
Khud ko main tujh mein milaa doon
Rab aur sab ko bhula doon
Kainat tujhe hi bana doon
Chal jaaye mera har zara
Khud ko mein aaj mita doon
Yaad rakhna Mit jaoon main agar
Gum jaoon main agar
Zinda rahegi tujh mein
Mar jaoon main agar
Dardon ki tu shafa
Jeene ki tu wajah
Na dena ye sazaa
Kabhi hona na khafa
Yaad rakhna Har pal har chin sada
Tum ban gaye ho khuda
Kabhi hona na judaa
Main hoon ek raag sa
Tum hi jahaan mere
Tum hi ho ab sura
Chalta yuhi rahein Apna ye raabta

 
Top