yaad mat karna....

Mujhe ab yaad mat karna
Kabhi bhi yaad mat karna
naya jo saal aye ga
Kahiin khushiya bhi layega
in khushiyon ko ab barbaad mat
karna
Mujhe ab yaad mat karna
Kabhi bhi yaad mat karna
jo ghar maloom ho mera
magar jab koi pocha to
to tum izhaar mat karna
Mujhe ab yaad mat karna
Kabhi bhi yaad mat karna
mujhe haan yaad karne se
ho izafa teri sochon main
mujhe ab apni sochon main
shumaar mat karna
Mujhe ab yaad mat karna
Kabhi bhi yaad mat karna
 
Top