mera naam tak jo na le saka jo mujhe qaraar na de saka jisse ikhtiyar tou tha magar mujhe apna pyar na de saka wohi shakhs meri talaash hai wohi dard meri hayat hai