Wo Zarur Ayenge

Justpunjabi

Lets_rock
Jab raaton ko tanhayi me
Chahat per nikla karta tha

Kab niklega chand mera ye socha karta tha
Yeh soch kar ashk mere bah jate they

Khayalon me uske itna khoya rahta tha
Guzar jata tha ye shab o sehar ka safar

Khwabon me wo mujhse lipta rahta tha
Ankhen jab khulti harsu roshan rahta

Phir bhi jane q ajab sa andhera rahta tha
Ek din wo mujhse milne ayegi

Yahi soch kar main jine ka bahana karta tha
So gayi thi ye ankhen intezar me uske

Wo khade hain dar peye
soch nindo se jaga karta tha
 
Top