Tumhain bhulne mein humain kuch waqt lage ga
Aur wohi kuch waqt hamari zindagi hai janaa..!!
................................................................................
Teri talaash mein mera wajood hi na raha,
Tabah kar gayi meri hasti ko aarzoo teri.