Full Lyrics Seedha Takeover - Emiway - Flamboy - Full Lyrics

Goku

Prime VIP
Staff member
Automatic meri gaadi
Automatic
Automatic mera brush
Sab jaana chahate har jagah
Har jagah
Koi na karta meri tarah skrrtt

Ha !
Time up goal post hua change
Mere saare wohi dost
Tera dost dost hua change
You ain’t close to my range
You ain’t close to my range

Tera Range Rover
Lekin aj dekh tera hua game over
Bole takeover hey
Bole takeover
Seedha summe summe bole takeover

Abhi tak ke khela main toh ek over
Kabhi tak main khelunga yeh log'on
Ka sawal mein jawab main parosun
Mera kaam mera daam sunke sumsaam
Poora santan tera dekhe aake dhoom dhaam
Hora hoga show mera jhoom jhaam

Seedha summe kumme
Ghoomna parhta mujhko
Feeling the stardom
Dekh beta khudd ko
Tere baare baat karne
Samay ni ae mere pass
CA ko nipta raha hoon mere pass

Aur aur kya
Aur kya CA ko nipta raha
Mere PA ko nipta raha
Mere pehle bane gaan'on ka
Main video ko nipta raha
Main toh studio bita raha
Samay pitara khula to
Bichara bolega khud ko
Bhugto kutto'n
Inhein bhonkne do
Ek kaam karo ruko

Mere pass khaane ko
Teen waqt ka khana hai
Shukar rozana hai
Sunane ke liye bohat saara gaana hai
Gaana khazana hai

Mere pass khaane ko
Teen waqt ka khana hai
Shukar rozana hai
Sunane ke liye bohat saara gaana hai
Gaana khazana hai
Gaana khazana hai
Gaana khazana hai

Public mujhe chahati jaise
Barack Obama main
Aatanki humla har gana Osama main
Kyun sunun tana main
Jab kara mere mann ki
Haan bheje se hoon sanki
Haan DC meri funky
Pardeshi wali bandi
React kare video pe
YouTube pe gaana
Phir worldwide radio pe

Bina promotion ke
Na karun pateli main
Karta tha jab tha main paheli mein
Suljha na paya koi
Toh suljhane aaya paheli main

Aye sabki jalegi
Jab tadki lagegi
Mujhe music ka nasha hai
Mujhe talab hai lageli
Sar pe balab hai lagegi
Kabhi na kabhi chalegi
Istemaal toh kar beta tabhi to chalegi

Main kaise karta hoon
Inhein sochne do
Har jagah nahi jaata main
Inhein khojne do
Hey Emiway wass'up
How much you charge
Chhodo rehne do
Yeh sab ke sab paaltu hain
Inhein bhonkne do
Inhein bhonkne do
 
Top