Samajh paoge nahi, reet duniya ki nirali hai, Kabhi mehfil yahan saji, kabhi jeewan ye khali hai, Kabhi apna lage koi, kabhi jag hi begaana ho, Kabhi tanhai ke mele, kabhi har din diwali hai.