~¤Akash¤~
Prime VIP
reham ae gham-e-jaanaan baat aa gayi yahan tak
dasht-e-gardishi-e-dauraan aur mere garebaan tak
lahoo na ho to kalaam tarjumaan nahin hota
hamaare daur me aansoo zubaan nahin hota
jab se usne shahar ko chhora har rasta sunsaan hua
apna kya hai sare shahar ka ik jaisa nukasaan hua