kambakht dil.... humne to use apna armaan banaya tha..... par usne hume apni mehfil ka samaan banaya tha..... hum to chahte the use apni jindgi ki tarah.... par usne to hume waqt gujarne ka jariya banaya tha.....