Nazar unnhe dekhna chahe to aankho ka kya kasur. har wakt khushbu unki aaye to sanso ka kya kasur. waise to sapne puch kar nahi aate . par sapne unke aaye to sapno ka kya kasur.