main aasman pe to bahaut der reh nahi sakta
magar ye baat jamin se to keh nahi sakta
kisi ke chere ko kab nat nighaon main rakhu
safar mai ek hi manjar to reh nahi sakta
laga ke dekh le jo bhi hissab aata ho
mujhae ghata ke wo ginti main reh nahi sakta