Mery hi hatoon py likhi hy Taqdeer meri Faraz

~¤Akash¤~

Prime VIP
Tery azad bandon ki na ye dunia na wo dunia

Tery azad bandon ki na ye dunia na wo dunia
yehan mernay ki pabandi wahan jeenay ki pabandi
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
Hum itnay bhe gaie guzray nahie thay

Hum itnay bhe gaie guzray nahie thay
K tujh ko sari Khudai k baad yaad ayai
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
Kisi ki kya majal thi jo koi hum ko kharid sakta

Kisi ki kya majal thi jo koi hum ko kharid sakta
Hum to khud hi bik gaey kharidar dekh k
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
Hum musafir hain muhabat ke kathan rahoon k

Hum musafir hain muhabat ke kathan rahoon k
thuk be jatay hain to kertay hain basaray dil main
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
mujh se kehti hai tere saath rahun gi sada

mujh se kehti hai tere saath rahun gi sada
bahot piyar karti hai mujhse UDAASI meri
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
इस से पहले कि बेवफा हो जायें

इस से पहले कि बेवफा हो जायें
क्यों न ऐ दोस्त हम जुदा हो जा
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
wo akhiri baar hi sahi.. ek baar to mil jaayen..

wo akhiri baar hi sahi.. ek baar to mil jaayen...
us akhiri mulakaat ko akhiri na hone denge...
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
Hamary baad na aye ga tumain Chahat ka aisa maza

Hamary baad na aye ga tumain Chahat ka aisa maza
Tum kehty phiro gy logo sy mujy Chaho uss ki tara
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
Ab tu Mehfil se b Hota Nahi Kuch Ghum ka IlaaJ

Ab tu Mehfil se b Hota Nahi Kuch Ghum ka IlaaJ
Pehle Tanhai b Dukh Baant lia Karti Thi
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
her mord pe mil jatay hain humdard mujh ko

her mord pe mil jatay hain humdard mujh ko
shayed meary mohallay mein hain fankaar bohat hain
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
mohabbat is tarah malloom ho jati hai duniya ko

mohabbat is tarah malloom ho jati hai duniya ko
ki yeh malum hota hai ki , nahi maloom hoti hai
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
aansuo me beh gaye wo jinhe palko me chupaya tha

aansuo me beh gaye wo jinhe palko me chupaya tha
dil me reh gaye wo ek yaad bankar.....
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
naa aanSu hi ab saaTh hoTe hain,,

naa aanSu hi ab saaTh hoTe hain,,
hoTa hai jb daRd,, mai hans leTa hun yaaRon,,......................
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
aansuon ke naam pe.. dard khoob bahaaya krte ho......

aansuon ke naam pe.. dard khoob bahaaya krte ho......
bahot khudgarz ho tum... hanste huye rulaaya krte ho.......................
 
Top