apne hothon par sajana chahta hoon.. AA tujhe main gun gunana chahta hoon .. Koi aansu tere daaman par ghira kar .. boond ko moti banana chahta hoon.. Aakhri hichki tere zaano pe aaye Maut bhi main shaayrana chahta hoon..