Laut Ana

V € € R

~Badmassha Vich Shareef~
Guzra zamana buhut suhana
Jo yaad aye to lout ana

Wo ankon ankon mai baat karna
Hansi chupanay ko lab ke agay haseen komal sai haat karna

Kabi hansana ........................................ Kabi rulana
Jo yaad aye to laut ana

Hamay tumhari hi justuju hai
Tumhare chahat ke arzu hai

Ye baat tum be to kabi samju
Hamari chup mai be guftugu hai

Samaj sako to hamay batana
Jo yaad aye hum to lout ana..
 
Top