ki mere sine mein bitaye lamho ki yadien abhi bakki hai....

~¤Akash¤~

Prime VIP
din dhaal gaya hai
fir bhi rat hone mein abhi bhi kuch pal baki hai
tu chala gaya hai hume chhod kar
fir bhi tere hone ka ehssas abhi baki hai
tu na lotega yeh janti hun mein
fir bhi inn ankhon mein intezaaar abhi aki hai
sab kehte hai na karu wafa tujh se
ki bewafa hai tu................
fir bhi kaise maan lu mein unki baat
ki mere sine mein bitaye lamho ki yadien abhi bakki hai.......
 
Top