Jinn Bottle se azad hone ke baad- "Kya Hukum hai Mere Aqa?" . Maalik: "Kuch aisa karo ke saari biwiyaan apne husbands ki sab baatein maan ne lagein." . Jinn wapas bottle mein jaate huye- "Chacha, dhakkan Zaraa Tight Lagana...????????