Jaab unki yaad mein yah dil machal jataa hai

~¤Akash¤~

Prime VIP
Jaab unki yaad mein yah dil machal jataa hai
Ankh band krta hon aur ashk nekal jataa hai

unki tasver kO seeney sey laga kar jaab mein
khOOb roleeta hoon too dil behal jataa hai

Jab sy chu ai hen chupkey sy yah ankhen unko
rooti woh hain too yahan ashk yahan nikal jaata hai

Mere jis hath ney thama tha kabhi unka hath
Dil pe wo haath rakho to dil saabhal jataa hai

unki khushbo se mahakta hai aaj bhi mera ghar
kOOi ghum bhi yahaa ajaey to taal jataa hai

Kitna bebas hai woo insan jis mohobat main
Pyaar miltaa nahi aur waaqt badal jaata hai

Waqt-e-rukhsat meri ankho ne kia tha jo sawal
ab dua ban key mare asshk mein dhal jata hai

Aaj jalta hai yah seena to ise jalney do
Chand dekhey bina suraj bhi to jaal jata hai

Ishq karna bahut asaan thaa lakin aab dil
Ishq ka naam bhi sun ley to dehal data hai

Shayar mein tha to nahi par unki chahat mai
Aab to har ashk sey ek share nikaal jaata hai

Akhri waaqt mein jaab laut key ai wo
Aankh hansti rahi aur dum neekal jaata hai
 
Top