humko sun paoge...!!!

~¤Akash¤~

Prime VIP
Usne pucha kitna tumhe pyar hai ?
Maine kaha jiska hisab nahin hai...
...
Usne pucha kya dekhte ho ?
Maine kaha tum khuda ki ajeeb inayat ho...
..
Usne pucha chand ka chandni se kya raaz hai ?
Maine kaha ye chahat ka bada hi gehra saaz hai...
..
Usne pucha kya dil main tumhare armaan hai ?
Maine kaha iss dil mein pyar ka khumar hai...
..
Usne pucha kab tak saath nibhaoge ?
Maine kaha mar bhi gaye hum to apni dhadkano mein humko sun paoge...!!!
 
Top