hasti usaki mujhme kuch is tarh shamil ho gyee

MUJH ko SHAIYYAR na kaho, keh Sahib Mein nay

MUJH ko SHAIYYAR na kaho, keh Sahib Mein nay
DARD-O-GHUM kitnay kiyay Jama to DEEVAAN kiya…!!!
 
bahut door se sunkar aaye the saki tere maikhane ko,

bahut door se sunkar aaye the saki tere maikhane ko,
per afsos tarshte hi gaye ek paimane ko hum....
 
imane ki jo ho chahat to ishq ka rukh kijiye

imane ki jo ho chahat to ishq ka rukh kijiye

jo naasha hai is ki chahat main vo kisi sharaab main nahi
 
VOH ayye BAZM mien itna to nay dekha

VOH ayye BAZM mien itna to nay dekha
Phir USS kay baad CHIRAGHO’ON mein ROOSHNI na rahi…!!!
 
kuch nahi ham misaal-e-anqaa lek, shahar-shahar ishtahaar ha

kuch nahi ham misaal-e-anqaa lek, shahar-shahar ishtahaar hai apana,
jis ko tum aasmaan kahate ho, so dilon ka Gubaar hai apana.....
 
hum to hai misaale tar-e-tambura,

hum to hai misaale tar-e-tambura,
jara chede se milte hi,mila le jiska jee chahe..............
 
ishq mein ji ko sabr-o-taab kahaan

ishq mein ji ko sabr-o-taab kahaan
us se aankhen lagin to khwaab kahaan.....
 
aankhen usaki ek khubsurat khwaab si lagti hai

aankhen usaki ek khubsurat khwaab si lagti hai

jb bhi dekha hai unme khuda ka vajud sa paya hai
 
ishq ki raah main khomoshi bhi har baar kaam aati hai

ishq ki raah main khomoshi bhi har baar kaam aati hai

jaha kiya nahi jata jikr alffajo ka vahi khamoshi main hi baate kahi aor suni jati hai
 
hum to pade hai nishan-e-nakshe kadam,

hum to pade hai nishan-e-nakshe kadam,
na samateo hume hum aur khak me mil jayenge.........
 
pyar aasan bhi hai,pyar muskil bhi..

pyar aasan bhi hai,pyar muskil bhi..
pyar maasoom bhi hai..aur qatil bhi..!!!
 
Dil Kabhi Surat_e_Halaat Se Bahir Na Gaya !!

Dil Kabhi Surat_e_Halaat Se Bahir Na Gaya !!
Mein Mohabbat Mein Bhi Auqaat Se Bahir Na Gaya !!
 
Soch Koi Na Teri Soch Se Hatt Kar Sochi !!

Soch Koi Na Teri Soch Se Hatt Kar Sochi !!
Tazkara Koi Teri Baat Se Bahir Na Gaya !!
 
mere wajud k maani kya khub jaahir hue mujh par...

mere wajud k maani kya khub jaahir hue mujh par...
tujh par najar kya padi, maksad-e-jindagi paa gaya..
 
hasrat-e-jindagi na rahi, na arjoo-o-tamanna se wasta raha..

hasrat-e-jindagi na rahi, na arjoo-o-tamanna se wasta raha...
tu kya gaya meri ruh se, khud se na koi rishta babasta raha
 
kafia se kafia milane ka fakat hunar hain ye....

kafia se kafia milane ka fakat hunar hain ye....
gar ehsaas na ho to aur ye ghazal kuch nahi...
 
ilm-e-ghjal to mujh mein khak hi tha mere yaar...

ilm-e-ghjal to mujh mein khak hi tha mere yaar...
hume to uski bewafi ne shayar bana daala...
 
wo kahe ghajal aur meri janib se wah nikle...

wo kahe ghajal aur meri janib se wah nikle...
soch yahi har sham unki kuche se gujar jaata hu...
 
unki arju thi jindagi mein gam-o-dard se koi waasta na rahe

unki arju thi jindagi mein gam-o-dard se koi waasta na rahe
goya pani se jaana hain aur jid ki bheegna manjoor nahi...
 
Top