har koi ro kar dikhaye zaroori to nahi ,

~¤Akash¤~

Prime VIP
zindagi ne aksar bulaya mujhe dard ke naam se ya aor kisi ba

zindagi ne aksar bulaya mujhe dard ke naam se ya aor kisi bahane se

har baar usaki panhao main ise kadar samaya dil jese mila naa ho khudse ek guzare zamane se
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
Raakh bhi uda karti thi hawaon mein kabhi

Raakh bhi uda karti thi hawaon mein kabhi
magar ab kisi ke pas jalaane ke liye dil nahi hai
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
koi meri khanabadoshi se puchhe ...

koi meri khanabadoshi se puchhe ...

ki kitna mushkil hai raste ko ghar bolna...
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
in kore kagazoon par ab me kya likhoon???

in kore kagazoon par ab me kya likhoon???

wo apne sath mere labz le gaye...........
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
jaan dene ka kaha maine to hans kar bole

jaan dene ka kaha maine to hans kar bole
tum salaamat raho har roz ke marne waale....
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
karne ko kya nahi karte log mohabbat mein

karne ko kya nahi karte log mohabbat mein
sirf hamare liye hi kyun? rasmein badal jati hain......
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
Wo to kya aata magar khushfahmiyon ke saath

Wo to kya aata magar khushfahmiyon ke saath
Saari saari raat hum ko jaagna acha laga....
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
Ik intezaar sa tha ab nazar me vo bhi nahi

Ik intezaar sa tha ab nazar me vo bhi nahi
safar me marne ki fursat thi ghar me vo bhi nahi.....
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
Uss moor say shuru karain ab yeh zindagi

Uss moor say shuru karain ab yeh zindagi
har shay bohat haseen thi hum tum they ajnabi....
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
'Khalid' main baat baat par kahataa tha jisko jaan

'Khalid' main baat baat par kahataa tha jisko jaan
wo shaks aakarat mujhe bejaan kar gayaa.....
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
Ik umar se yehi hai mere dil Ki aarzoo

Ik umar se yehi hai mere dil Ki aarzoo
wo saamne bitha ke mujhe dekhta rahe......
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
marte hain tere payaar mein aur zyaada

marte hain tere payaar mein aur zyaada
tu lutf mein karta hai sitam aur zyaada
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
kyaa huaa gar mere yaaron ki zabaanen chup hain

kyaa huaa gar mere yaaron ki zabaanen chup hain
mere shaahid mere yaaron ke sivaa aur bhi hain....
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
gam is baat ka nahi ki usne hume barbaad kiya...

gam is baat ka nahi ki usne hume barbaad kiya...
rona is baat ka hai ki bahut der baad kiya....
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
jab bandh aankhe kisi ka chehra dikhlaye

jab bandh aankhe kisi ka chehra dikhlaye
aur aankhe kholne par bhi bas wo hi nazar aaye
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
Na kaha kuch arz-e-mudda per woh le rahe dam muskara kar

Na kaha kuch arz-e-mudda per woh le rahe dam muskara kar
Suna ki-ye haal chupke chupke nazar uthai na sar utha kar
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
yaas us ki itni khoob nahin MEER baaz aa ja

yaas us ki itni khoob nahin MEER baaz aa ja
nadaan phir wo ji se bhulaya na jayega
 
Top