har koi ro kar dikhaye zaroori to nahi , khushk aankhon mein bhi aksar sailaab hua karte hain !!
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 3, 2010 #1 har koi ro kar dikhaye zaroori to nahi , khushk aankhon mein bhi aksar sailaab hua karte hain !!
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 3, 2010 #2 zindagi ne aksar bulaya mujhe dard ke naam se ya aor kisi ba zindagi ne aksar bulaya mujhe dard ke naam se ya aor kisi bahane se har baar usaki panhao main ise kadar samaya dil jese mila naa ho khudse ek guzare zamane se
zindagi ne aksar bulaya mujhe dard ke naam se ya aor kisi ba zindagi ne aksar bulaya mujhe dard ke naam se ya aor kisi bahane se har baar usaki panhao main ise kadar samaya dil jese mila naa ho khudse ek guzare zamane se
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 3, 2010 #3 Raakh bhi uda karti thi hawaon mein kabhi Raakh bhi uda karti thi hawaon mein kabhi magar ab kisi ke pas jalaane ke liye dil nahi hai
Raakh bhi uda karti thi hawaon mein kabhi Raakh bhi uda karti thi hawaon mein kabhi magar ab kisi ke pas jalaane ke liye dil nahi hai
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 3, 2010 #4 koi meri khanabadoshi se puchhe ... koi meri khanabadoshi se puchhe ... ki kitna mushkil hai raste ko ghar bolna...
koi meri khanabadoshi se puchhe ... koi meri khanabadoshi se puchhe ... ki kitna mushkil hai raste ko ghar bolna...
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 3, 2010 #5 in kore kagazoon par ab me kya likhoon??? in kore kagazoon par ab me kya likhoon??? wo apne sath mere labz le gaye...........
in kore kagazoon par ab me kya likhoon??? in kore kagazoon par ab me kya likhoon??? wo apne sath mere labz le gaye...........
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 3, 2010 #6 jaan dene ka kaha maine to hans kar bole jaan dene ka kaha maine to hans kar bole tum salaamat raho har roz ke marne waale....
jaan dene ka kaha maine to hans kar bole jaan dene ka kaha maine to hans kar bole tum salaamat raho har roz ke marne waale....
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 3, 2010 #7 karne ko kya nahi karte log mohabbat mein karne ko kya nahi karte log mohabbat mein sirf hamare liye hi kyun? rasmein badal jati hain......
karne ko kya nahi karte log mohabbat mein karne ko kya nahi karte log mohabbat mein sirf hamare liye hi kyun? rasmein badal jati hain......
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 3, 2010 #8 Wo to kya aata magar khushfahmiyon ke saath Wo to kya aata magar khushfahmiyon ke saath Saari saari raat hum ko jaagna acha laga....
Wo to kya aata magar khushfahmiyon ke saath Wo to kya aata magar khushfahmiyon ke saath Saari saari raat hum ko jaagna acha laga....
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 3, 2010 #9 Ik intezaar sa tha ab nazar me vo bhi nahi Ik intezaar sa tha ab nazar me vo bhi nahi safar me marne ki fursat thi ghar me vo bhi nahi.....
Ik intezaar sa tha ab nazar me vo bhi nahi Ik intezaar sa tha ab nazar me vo bhi nahi safar me marne ki fursat thi ghar me vo bhi nahi.....
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 3, 2010 #10 Uss moor say shuru karain ab yeh zindagi Uss moor say shuru karain ab yeh zindagi har shay bohat haseen thi hum tum they ajnabi....
Uss moor say shuru karain ab yeh zindagi Uss moor say shuru karain ab yeh zindagi har shay bohat haseen thi hum tum they ajnabi....
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 3, 2010 #11 'Khalid' main baat baat par kahataa tha jisko jaan 'Khalid' main baat baat par kahataa tha jisko jaan wo shaks aakarat mujhe bejaan kar gayaa.....
'Khalid' main baat baat par kahataa tha jisko jaan 'Khalid' main baat baat par kahataa tha jisko jaan wo shaks aakarat mujhe bejaan kar gayaa.....
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 3, 2010 #12 Ik umar se yehi hai mere dil Ki aarzoo Ik umar se yehi hai mere dil Ki aarzoo wo saamne bitha ke mujhe dekhta rahe......
Ik umar se yehi hai mere dil Ki aarzoo Ik umar se yehi hai mere dil Ki aarzoo wo saamne bitha ke mujhe dekhta rahe......
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 3, 2010 #13 marte hain tere payaar mein aur zyaada marte hain tere payaar mein aur zyaada tu lutf mein karta hai sitam aur zyaada
marte hain tere payaar mein aur zyaada marte hain tere payaar mein aur zyaada tu lutf mein karta hai sitam aur zyaada
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 3, 2010 #14 kyaa huaa gar mere yaaron ki zabaanen chup hain kyaa huaa gar mere yaaron ki zabaanen chup hain mere shaahid mere yaaron ke sivaa aur bhi hain....
kyaa huaa gar mere yaaron ki zabaanen chup hain kyaa huaa gar mere yaaron ki zabaanen chup hain mere shaahid mere yaaron ke sivaa aur bhi hain....
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 3, 2010 #15 gam is baat ka nahi ki usne hume barbaad kiya... gam is baat ka nahi ki usne hume barbaad kiya... rona is baat ka hai ki bahut der baad kiya....
gam is baat ka nahi ki usne hume barbaad kiya... gam is baat ka nahi ki usne hume barbaad kiya... rona is baat ka hai ki bahut der baad kiya....
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 3, 2010 #16 jab bandh aankhe kisi ka chehra dikhlaye jab bandh aankhe kisi ka chehra dikhlaye aur aankhe kholne par bhi bas wo hi nazar aaye
jab bandh aankhe kisi ka chehra dikhlaye jab bandh aankhe kisi ka chehra dikhlaye aur aankhe kholne par bhi bas wo hi nazar aaye
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 3, 2010 #17 Na kaha kuch arz-e-mudda per woh le rahe dam muskara kar Na kaha kuch arz-e-mudda per woh le rahe dam muskara kar Suna ki-ye haal chupke chupke nazar uthai na sar utha kar
Na kaha kuch arz-e-mudda per woh le rahe dam muskara kar Na kaha kuch arz-e-mudda per woh le rahe dam muskara kar Suna ki-ye haal chupke chupke nazar uthai na sar utha kar
~¤Akash¤~ Prime VIP Nov 3, 2010 #18 yaas us ki itni khoob nahin MEER baaz aa ja yaas us ki itni khoob nahin MEER baaz aa ja nadaan phir wo ji se bhulaya na jayega
yaas us ki itni khoob nahin MEER baaz aa ja yaas us ki itni khoob nahin MEER baaz aa ja nadaan phir wo ji se bhulaya na jayega