Ek kasak

Ek kasak dil ki dil mai dabi rah gai,

Zindagi may tumhari kami rah gai,

In hontun par to hansi he hansi ha,

Par aankho may tori si nami rah gai,

Jin sapno ko kabi dekha tha humne,

Woh zindagi wahi par thami rah gai,

Ek kasak dil ki dil ma dabi rah gai,
 
Top