dil ke khali kamron mein tumhari yadon ke siway kuch nahi aa

~¤Akash¤~

Prime VIP
dil ke khali kamron mein
tumhari yadon ke siway kuch nahi
aaj nayi baten armanon ke darwaje par dastak deti hain
par usse mera koi sarokar nahi
aisa nahi ki mujhe teri tadaf nahi teri chahat nahi
par tumhari yadon ke siway mera koi yar nahi
ye sochkar dil ke khali kamron mein koi mej sajayi nahi
ki khuda vahan na aa jaye kahin
kaise bataon tujhe ki is dil mein teri jagh
bhagvaan se kam nahi.
 
Top