pyaar mein insaan chod deta hai peena khaana
pyaar mein insaan chod deta hai peena khaana
,
,
,
,
DAYA .. qaatil ke paas hathyar ho sakta hai, zara sambhal k jaana
wo aashiq hi kya,, jis ne jaan ki baazi naa kheli..
wo aashiq hi kya,, jis ne jaan ki baazi naa kheli..
.
.
.
Abhijit maine suna hai kal BHAJJI ne bhi 4 wickets le li
teri do takkiyari naukri baalma, meri saut ho gyi
teri do takkiyari naukri baalma, meri saut ho gyi
.
.
.
ACP saab ghar se phone aaya hai, WATCHMAN ki maut ho gyi
ikk pyar ka nagma hai,, maujon ki rawani hai..
ikk pyar ka nagma hai,, maujon ki rawani hai..
.
.
.
CID aur kuch bhi nhi..
bas DAYA ikk jhoothi bakwass kahani hai