Chahenge tumhe par kabhi ruswa na karenge. Saye se bhi apne kabhi shikwa na karenge. Puchhenge hawaon se ghataon se tera haal, Milne ki kabhi dua na karenge...!!!