Brain ka opreation

Justpunjabi

Lets_rock
Brain ka opreation

Doctor patient k peche bhag raha tha.

Ek admi ne pocha kya hua?

Doctor: 4 baar aisa he hua hai sala brain ka opreation karwane aata hai aur baal katwa k chala jata hai.


............ ......... ......... ......... ...





Ek Pathan roz apne kitchen main jata, sugar box kholta aur band kar deta,

Why?

Because Dr. Ne jo kaha tha k apni sugar roz check karna.


............ ......... ......... ......... ...





Pathan: yar kal main bathroom gaya to wahan sher tha,

2nd Pathan: hain phir tum ne kya kiya?

1st: kuch nahi main ne sher se kaha aap kar lo meri to nikal gai hai.


............ ......... ......... ......... ...





Pathan girl friend ko ghar le gaya,

Sab darwaze khirkiyan band kardin,

Parde gira diye light off kar k us k pass aya aur kaha : dekho humara watch main light jalta hai.
 
Top