Betting

[MarJana]

Prime VIP
Banta: Santa, itna udhaas kyu baita hai?


Santa: yaar betting mein maine 2000 gavaa diyaa :-( :em


Banta: kaise? :kiven


Santa: India pe 1000 rupaiye ka bet lagaaya tha aur India ne match haar gaya :em


Banta: lekin 2000 kaise?:wacko



Santa: aaj us match ka highlights daale. India pe ummeed rakh ke phir 1000 dala tha. :nerd
 
Top