barsaat ke roop mein utar ke pyar uska har taraf chalak

~¤Akash¤~

Prime VIP
Aaj fir yaadon ka mausam aa gaya,
dil mein baharon ka sama chaa gaya,
dhundhlati aankhon mein pyar chupaya,
aaj fir dil ke badalon ne shor machaya,
hawa ka jhoka lehrata khushboo yaar ki laaya,
badloon ne chand ko apne aagosh mein chupaya,
chandni ne bikhar ke apni baahon ko failaya,
barsaat ke roop mein utar ke pyar uska har taraf chalak aaya...!!!
 
Top