~¤Akash¤~
Prime VIP
wo.... ek teer hai..... jiskaa shikaar.... main bhi hoon;
main .....ek harf sahi.... dil ke paar.... main bhi hoon.
wo saamne rahaa..... dariyaa kaa.... doosraa saahil;
agar jahaaz na doobaa..... to... paar ....main bhi hoon.
yahaan to..... maut kaa sailaab.... aataa rahtaa hai;
bahut bachaa thaa.... magar.... ab ki baar.... main bhi hoon.
na jaane.... kiske muqaddar mein..... wo likhaa hogaa;
magar.... ye sach hai ....ki ...umeedwaar ...main bhi hoon.
kise khabar hai... ki ....neele samandaron ki tarah;
bahut dino se..... bahut be-qaraar.... main bhi hoon.......
RAAHAT INDORI