aashiq pyar paap nahi ibaadat samajh kar karta hai... kahi koi kami na reh jaaye ibaadat mein uski .. isiliye khuda ko bhi apne duaao se majboor karta hai... chahat ko apna dharm maan... apne mehboob par saari khudai lootaya karta hai...