Old Lyrics Akdo Na Humse - Abhimaan (1957)

Goku

Prime VIP
Staff member
Aji akdo na ham se piya
Ke hamne bhi ba paas kiya
Aji akdo na ham se piya
Ke hamne bhi ba paas kiya
Hamne bhi ba paas kiya Dumping sensing singing dancing
Acting painting wedding sen
Har khel me naam pati rahi
College ki sohrat badati rahi
Har saal avval mai aai rahi
Sabki najar tharthrati rahi Aji kitno ko hamne sabak de diya
Ae akdo na hamse piya
Ke hamne bhi ba paas kiya
Aji akdo na ham se piya
Ke hamne bhi ba paas kiya
Hamne bhi ba paas kiya Chalne ki bate ab basi kaha
Aurat ab mardo ki dasi kaha
Badla jamana hai badla jahan
Ham to bahi ham bhi tumse yaha
Aji palke jhuki sar na jhukne diya
Na jhukne diya Ae akdo na hamse piya
Ke hamne bhi ba paas kiya
Aji akdo na ham se piya
Ke hamne bhi ba paas kiya
Hamne bhi ba paas kiya Khud apni kismat bana sakti hu
Har kaam karke dikha sakti hu
Chahu to khud bhi kama sakti hu
Ghar baithe tumko khila sakti hu
Aji bolo ji tumne kya samjh liya
Ae akdo na hamse piya Ke hamne bhi ba paas kiya
Akdo na ham se piya
Ke hamne bhi ba paas kiya
Hamne bhi ba paas kiya.
 
Top