Par ye bhi sochti hoon kya wo maut se pehle aa payega

~¤Akash¤~

Prime VIP
Aisa lagta hai kabhi kabhi jaise koi to aayega
Zindagi ki is kaal kothri se door kahin le jayega
Ek haseen duniya hogi hamaari jahaan honge kewal do jan
Sachmuch aisa khayal aata hai aur keh uthta hai mera mann
Koi to hoga jo mujhe sapno ki duniya dikhayega
Par ye bhi sochti hoon kya wo maut se pehle aa payega
 
Top