Motta baniya

maneet16

Member
ek baniya tha motta sa:bony
naam tha uska chotta sa
ramu ramu use sab kehte
lekin ramu ji aapni hi dhun mein rehtein:yes:yes
ramu ji ka ek hi nara
khana uhne sab se pyaara
lekin ramu ki patni ko yeh baat na bhati thi
kabhi kabhi is baat ko le kar uhnki ladai bhi ho jati thi
ek din ramu ne khub sara khaana kahea
uski dukaan mein ek chor ghuss aaea
ramu us samay so raha tha:zzz
chor yeh dekh kar mann hi mann mein khush ho raha tha
chor ne bhut sara saman udaea
saman udane ke shor ne ramu ko jgayea
tabhi ramu chor ke piche bhaga
chor ne ramu par ek mukka dahga:adangi
aur chor wahan se dhum dhuma kar bahga:umm
motte ramu se bhaga na gayea
aur woh motta hone ke karan mann mein pachtaea
usne socha aab woh khaea karega kamm
kasrat karke aapne mein bhrega dammm:so:so
 
Top