maut ki aankhon mein bhi humein khud ke liye pyar nazar aaya

~¤Akash¤~

Prime VIP
Jab bhi kahin mohabat ka koi zikar aaya,
Meri aankhon mein tera hi chehra utar aaya,...
..
yaadon mein aapse muklakat ka manzar nazar aaya,
chandni raat mein mujhe mera chand yaad aaya,..
dil jo gungunata hai woh tarana yaad aaya,..
geeton ko apne ghazal bante nazar aaya,..
...
aaj aapne dil mein aapki dhadkano ka dhadakna paya,
teri yaadon se aankhon ka chalakna paya,.
tere bina mere dil ne kahin karar na paya,.
mohabat ka aisa asar humne apne dil mein pehli baar paya,..
...
aaj tujhse mera rishta gehra hota nazar aaya,..
mohabbat ka rang galon pe khilta nazar aaaya,
uske intezaar mein hi din ka dhalna nazar aaya,
maut ki aankhon mein bhi humein khud ke liye pyar nazar aaya...!!!
 
Top