Kuch patthar mein phool khil jate hain,

~¤Akash¤~

Prime VIP
********************************************************


Kuch patthar mein phool khil jate hain,
Kuch anjane apne ban jate hain,
Iss kaatil duniya mein kuch lash ko kafan bhi naseeb mahi hota,
Aur kuch lash par tajmahal ban jate hain


wo mera ho jo nazar main haya rakhta ho ...
har qadam saath chale azme wafa rakhta ho ...
naaz us k na uthaon to shikayat na kare ...
gham utha kar bhi jo hansne ki ada rakhta ho ...












*********************************************************
 
Top