wo mera ho jo nazar main haya rakhta ho ... har qadam saath chale azme wafa rakhta ho ... naaz us k na uthaon to shikayat na kare ... gham utha kar bhi jo hansne ki ada rakhta ho ...