kahani nahi mit-thi

ayushi

Member
Insaan mit jaate hain
magar yaadein nahi mit-thi



kagaz pe likhi
woh kahani nahi mit-thi..



woh kalam nahi mit-thi


woh siyahi nahi mit-thi..


aankhen band hoti hain
woh tasweer nahi mit-thi..



saansein ruk jaati hain
woh khushboo nahi mit-thi...



khatm hote-hote bhi har ek nishani
woh aakhiri nishaani nahi mit-thi..



saal guzar jaate hain
sadiyaan guzar jaati hain..



log bhool jaate hain
magar pehchaan nahi mit-thi..



kagaz pe likhi
woh kahani nahi mit-thi..........:y:yes
 
Top